Accordly

Mera jeevan khora kaagaz

Kishor Kumar

Mera jeevan khora kaagaz

meraa jiivan koraa kaagaz koraa hii rah gayaa jo likhaa thaa aa aa jo likhaa thaa aa.Nsuo.n ke sa.ng bah gayaa meraa jiivan... ik havaa kaa jho.nkaa aayaa TuuTaa Daalii se phuul TuuTaa Daalii se phuul naa pavan kii naa chaman kii kisakii hai ye bhuul kisakii hai ye bhuul kho gaI ee ee kho gaI khushabuu havaa me.n kuchh na rah gayaa meraa jiivan ...